Bareilly se Madinah - Dawat-e-Islami

180 downloads 7769 Views 815KB Size Report
Dunyuwi 'Uloom mey Maharat ki nadir Hikayat . .... merey waldain, barey bhai jan or bhabhi sahiba ko Haj ki sa'adat .... Choot to gaye ab to pan kha lijiye!
‫ﺑﺮﯾﻠﯽ ﺳﮯ ﻣﺪﯾﻨﮧ‬

Bareilly Sey Madina Yeh Risalah Shaykh-e-Tariqat Ameer-e-Ahl-e-Sunnat bani-eDawat-e-Islami, Hazrat Allamah Maulana Abu Bilal Muhammad Ilyas Attar Qadiri Razavi

‫ـﻪ‬ ْ َ ‫ـﻢ  اﻟْـﻌَـﺎﻟِـﻴ‬ ْ َ‫دَاﻣ‬ ُ ‫ـﺖ  ﺑَـ َﺮ َﻛـﺎ ُﺗ‬ ُ ‫ـﻬ‬

ney tehreer farmaya hay,

Majlis-e-Tarajim ney is ko Roman-English main compose kiya hay. Agar is main koi kami-bayshi payain to Majlis-e-Tarajim ko aagah kar key Sawab key haqdar baniye.

Majlis Tarajim (Dawat-e-Islami) Alami Madani Markaz, Faizan-e-Madina, Mahalla Saudagran, Purani Sabzi Mandi, Baab-ul-Madina, Karachi, Pakistan Contact #: +92-21-34921389 to 91 [email protected]

  ٰ    ۡ  ٰ ۡ    ٰ ۡ  ۡ   ۡ‫ـﻤ ۡـﺮ ﺳـ ﻠـ‬  ‫ﻟـﺴـﻶ‬ ۡ ‫ﻹم ﻋـٰ ﺳ ـﻴـ ﺪﻟ‬  ‫ﻟـﺤـﻤـﺪ ﻟـﻠـ ﻪ ر ب ﻟـﻌـﻠ ـﻤ و ﻟـﺼـﻠـﻮة و‬  ٰ ٰ ٰ ۡ   ۡ   ۡ    ۡ  ‫ـﻄﻦ‬  ‫ﻟـﺮ ۡﺣ ٰـﻤﻦ‬  ‫ـﺴﻢ ﻟـﻠ ـ ﻪ‬ ۡ %& 'ۡ ‫ﻟـﺮ ﺣـ‬  ‫ ﺑ‬%& '‫ﻟـﺮ ﺟ‬   ‫ﻣـﺎﺑــﻌـﺪ ﻓـﺎﻋـﻮذ ﺑـﺎﻟـﻠـ ﻪ ﻣـﻦ ﻟـﺸـﻴ‬

Kitab Parhne ki Du’a Dini Kitab ya Islami Sabak Parhne se Pehle Zail mein Di hoi Du’a Parh Lijiye ‫ اِ ْن   َﺷ ﺂءَاﻟـﻠـﻪ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬jo Kuch Parhengay yaad rahega. Du’a yeh hai

َ َ ۡ َ ۡ َّ ُ ّٰ َ َ ََ ۡ َ ۡ ۡ‫ك َوان ۡ ُش‬ ‫حكمت‬ ِ ‫اللهم افتح علينا‬ ۡ ۡ َ َ َۡ َ َ َ َ َ ۡ َ َ ۡ َ َ َ ‫ ِل وا!ِكرام‬#‫علينا رحتك يـا ذاال‬ Tarjama: Aey Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬hum par Ilm-o-hikmat key darwazey khol dey aur hum par apni rehmat nazil farma! Aey azmat aur buzurgi waley! (Al-Mustaṭraf, vol. 1, pp. 40)

Note: Awwal akhir aik aik bar Durood-e-Pak parh lain. ii

Fehrist Bareilly Sey Madina Durood sharif ki fazeelat...................................................................... 1 Qutb-e-Madina ki gawahi ................................................................... 3 Mufti A’zam Hind Barelyi sey Madina ................................................ 5 Aaqa key Qadmo mey mout ................................................................ 6 Phansi ghar sey apney ghar tak ............................................................ 7 Mushkil kusha ka deedar ..................................................................... 9 Beemar bakht baidar.......................................................................... 13 Dil ki baat jaan-li .............................................................................. 13 Barish barasney lagi ........................................................................... 15 Mazdoor shehzadah ........................................................................... 16 Dunyuwi ‘Uloom mey Maharat ki nadir Hikayat .............................. 18 Manqabat A’ala Hazrat ‫ َر ْ َﲪ ُﺔ ا ِﷲ  َﺗ َﻌ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬....................................................... 21

iii

ۡ   ٰ     ٰ    ۡ  ٰ ۡ    ٰ ۡ  ۡ  ۡ  ‫ـﻴـ ﺪﻟ ـﻤ ۡـﺮ ﺳـ ﻠـ‬  ‫ﻟـﺤـﻤـﺪ ﻟـﻠـ ﻪ ر ب ﻟـﻌـﻠ ـﻤ و ﻟـﺼـﻠـﻮة وﻟـﺴـﻶﻹم ﻋـ ﺳ‬ ٰ ٰ ۡ     ۡ     ‫ﻟـﺮ ۡﺣ ٰـﻤﻦ‬  ‫ـﺴﻢ ﻟـﻠٰ ـ ﻪ‬  ‫ـﻄﻦ‬ ۡ ‫ ﺑ‬%&'ۡ ‫ﻟـﺮﺟ‬ %& '‫ﻟـﺮ ﺣ ۡـ‬ ‫ـﻴ‬ ‫ﻟـﺸ‬ ‫ـﻦ‬ ‫ﻣ‬ ‫ﻪ‬ ‫ـ‬ ‫ــﻌـﺪ ﻓـﺎﻋ ۡـﻮذ ﺑـﺎﻟـﻠ‬ ‫ﻣـﺎﺑ‬        

Bareilly Sey Madina Sheytan lakh susti dilaye magar ba niayt ba Sawab ye Risalah pura parh kar apni Dunya-o-Akhrat ka bhala kijiye.

Durood sharif ki fazeelat ِ Hazrat Ubbi bin Ka’ab ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ َ ﻋـﻨ ْ ُﻪ‬ َ ‫ َر‬ney arz ki key mey (sarey, ُ + wird, wazifey chor dunga or) apna sara waqt durood khuani َ‫ﺻ‬ mey sarf karun ga. To Sarkar-e-Madina ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬ ُ .ّ َ ney farmaya: Ye tumhari fikar ko door karney keliye kafi hoga or tumharey gunah maaf kar diye jayn gey. (Tarmizi jild 4 safha 208

hadis 2465 dar-ul-fikar beroot)

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Ye un dinon ki baat hay jab mey Bub-ul-Madina Karachi key alaqa kharadar mey waqi Hazrat Sayyiduna Muhammad Shah Dulah Bukhari Sabzwari ‫ﲪ ُﺔ  اﻟـﻠـ ِﻪ  اﻟ ۡﺒ َ ِﺎری‬ َ ْ ‫ ﻋَﻠَﻴ ۡ ِﻪ َ ر‬key mazar sharif sey mulhaqa haderi masjid mey Tajdar-e-Ahl-e-Sunnat, Shehzadah A’ala Hazrat Huzur Mufti A’zam Hind Hazrat Moulana Mustafa 1

Bareilly Sey Madina

Raza Khan ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﲪَ ُﺔ  اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬ka mutabarrik imama sharif sar par saja kar namaz-e-fajr parhaya karta tha. ‫ اَﻟ ْ َـﺤ ْﻤ ُـﺪ  ِﻟـﻠـﻪ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬Eik wali kamil ka imama sharif bar ha merey hathon or sar sey mas hua hay. ‫ﺷﺂءَاﻟـﻠـﻪ َﻋ َّﺰ َو َﺟ َّﻞ‬ َ   ‫ اِ ْن‬Merey hathon or sar ko jahannam ki aag nahi chuye gi. Or jab hathon or sar ko nahi chuey gi to ‫اِ ْن   َﺷﺂءَاﻟـﻠـﻪ ﻋَ َّﺰ َو َﺟ َّﻞ‬ sara hi badan mehfooz rahey ga. Darasal baat ye hay key mutazkkrah haderi masjid mey A’ala Hazrat, Azeem-ulbarakat, Moulana Imam Ahmad Raza Khan ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﲪَ ُﺔ  اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬key Khalifa Majaz Maddah-ul-Habib, Hazrat Moulana Jameel-uRehman Qadri Razwi ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﺣـ َﻤ ُﺔ  اﻟـﻠـ ِﻪ  اﻟـۡ َﻘـ ِﻮی‬key farzand-e-arjmand Hazrat Allama Moulana Hameed-u-Rehman Qadri Razwi ِ ‫ﻤ ُﺔ  اﻟـﻠـ ِﻪ  اﻟـۡ َﻘـ ِﻮی‬ َ ‫ َﻋـﻠَﻴْﻪ َ ر ْﺣـ‬imamat farmatey thay. Chunkey masjid sey aap ka dolat khana taqreeban 6,7 kilo miter door tha lehaza fajr ki imamat ki sa’adat mujhey milti thior un ka Huzur Mufti A’zam ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ Hind ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬wala Imama sharif mujhey naseeb ho jata, jis sey mey barkatain hasil kiya karta. ِ Eik baar Hazrat Moulana Hameed-u-Rehman ‫ﺎن‬ ْ َّ‫ﻤﻨ‬ َ ْ ‫ﻤ ُﺔ  اﻟـ‬ َ ‫ َﻋـﻠَﻴْﻪ َ ر ْﺣـ‬ney ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬key fazail bayan kartey huye mujh sey farmaya: Mey un dinon chota bacha tha or mujhey achi tarah ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ yad hay key A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬mujh sey bhi or har bachey sey “Aap” keh kar hi guftugu farmatey thay, dantna, ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ jharna or tu’takar Aap ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ka mazaj mubarak mey na tha, eik jumerat ko mey bareyli sharif mey A’ala Hazrat key shana rehmat par hazir tha key koi sahib milney aye or woh waqt amm mulaqat ka nahi tha lekin woh milney par musir ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ thay. Chunacha mey A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬key khas kamrey

2

Bareilly Sey Madina

mey pegham deney chala giya magar kamrey mey to kuja ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ purey makan mey A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬kahi nazar nahi aye. Hum heran thay key akhir kaha gaye, isi shash-o-panj mey sab ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ kharey thay key A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬achanak apney kamrah khas sey bar’amad huye, sab heran reh gaye or puchney lagey key jab hum ney talash kiya to aap kahi nazar na aye magar phir aap apney hi kamrey sey bahar tashreef laye is mey kiya raaz hay? Logon key peham israr par irshad farmaya: “‫ ا َﻟ ْ َـﺤ ْﻤ ُـﺪ ِ ﻟـﻠـﻪ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ ّﻞ‬mey har jumeraat ko is waqt apney isi kamrey ya’ni Barelyi sey Madina Munawwrah ‫ زَادَ َﻫـﺎ  اﻟـﻠـ ُﻪ   َﺷـ َﺮﻓ ًـﺎ َّ و  ﺗَ ۡـﻌ ِـﻈﻴ ۡ ًـﻤﺎ‬hazri deyta haun.” Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hamari bey hisab maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋ ﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫ا ﻣﲔ ﺑ‬  !‫ﺠﺎ‬  ‫اﻟﻨ‬ 

Harm hay usey sahit har do alam! Jo dil ho chuka shikar-e-Madina (Zoq-e-naat)

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Qutb-e-Madina ki gawahi ‫ـﺪ   ِﻟـﻠـﻪ ﻋَ َّﺰ َو َﺟ َّﻞ‬ ُ ‫ـﺤ ْﻤ‬ َ ْ ‫ ا َﻟ‬Imam

ِ ‫ ر ْﲪَ ُﺔ  ا‬zabardast ashiq-eAhl-e-Sunnat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ Rasool thay. In par Aaqaye Madina ‫  اﷲُ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬.َّ ‫ َﺻ‬ka khususi karam tha. Barelyi sey Madina Munawarah ‫ زَادَ َﻫـﺎ اﻟـﻠـ ُﻪ   َﺷـ َﺮﻓ ًـﺎ  َّو  ﺗَ ۡـﻌ ِـﻈﻴ ۡ ًـﻤﺎ‬ki haziri eik or emaan afroz waqia mulayhza ho. Chunacha sakin-

3

Bareilly Sey Madina

ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ e-Madina Al haaj Muhammad Arif Ziyai ‫ﷲ  ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ka bayan hay key eik baar Huzur Qutb-e-Madina Sayyidi-o-Mushidi-oMoulai Ziaudin Ahmed Qadri Razwi ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﺣـ َﻤ ُﺔ  اﻟـﻠـ ِﻪ  اﻟـۡ َﻘـ ِﻮی‬ney mujh sey irshad farmaya: Ye un dinon ki baat hay jab A’ala Hazrat ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ ‫ﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ ٰ َ‫ﷲ ﺗَﻌ‬ َ ْ ‫ َر‬baqeed hayat thay, mey eik baar Srakar-e-Namdaar ِ َ‫ﺻ‬ ‫ﺎﱃ ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ٖﻪ  َو َﺳﻠَّﻢ‬ ٰ َ‫ اﷲ ﺗَﻌ‬ ُ .ّ َ key mazar faiz-ul-anwaar par hazir hua. Salato-salam arz karney key baad “Bab-u-Salam” puhncha wahan sey achanak meri nazar sunheri jaliyon ki taraf chali gai to kiya ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ dekhta haun key A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬Shenshah-e-Risalat ِ ِ َ ٖ ‫ﺻ‬ ‫ﺎﱃ  ﻋَﻠ َﻴْﻪ َ واٰﻟﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬ ٰ َ‫ اﷲ  ﺗَﻌ‬ ُ .ّ َ key Muwajha Sharif key samney dast basta hazir hain. Mujhey bara ta’ajjub hua key Sarkar-e-A’ala Hazrat ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ ِ ‫ﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ ٰ َ‫ﷲ  ﺗَﻌ‬ َ ْ ‫ َر‬Madina Taiba ‫ـﻤﺎ‬ ً ۡ ‫ زَادَ َﻫـﺎ  اﻟـﻠـ ُﻪ   َﺷـ َﺮﻓ ًـﺎ َّ و  ﺗ َ ۡـﻌـﻈﻴ‬hazir huye hain or mujhey maloom tak nahi. Chunacha mey wahan sey Muwajha ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ Sharif par hazir hua to A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬mujhey nazar nahi aye, mey wahan sey phir “Bab-u-Salam” ki taraf aya or jab ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ sunehri jaliyon ki taraf dekha to A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋ َﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫َر‬ Muwajha Sharif mey hazir thay, lehaza mey phir sunehri ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ jaliyon key rubaru hazir hua to A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ghaiyb thay. Teesri baar bhi isi tarah hua mey samjh giya key ye Mehboob-o-Muhib ka muamla hay, mujhey is mey mukhil nahi hona chahiye. Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hamari bey hisab mahfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

‫ـﺪ ِ ﻟـﻠـﻪ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ ُ ‫ـﺤ ْﻤ‬ َ ْ ‫ا َﻟ‬

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫اﻟﻨ‬ !  ‫ﺎ‬ ‫ﺠ‬ ‫ﺑ‬ ‫ﲔ‬ ‫ا ﻣ‬    

ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ َ ِ ‫ ُع‬key Murshid Kareem ‫ﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ Sag-e-Madina ‫ف َع ۡن ُه‬ ٰ َ ‫ﷲ ﺗَﻌ‬ َ ْ ‫َر‬ Qutb-e-Madina ki bhi gawahi hasil ho gai key A’ala Hazrat

4

Bareilly Sey Madina

ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ ‫ﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ ٰ َ‫ﷲ ﺗَﻌ‬ َ ْ ‫َر‬

batni tor par Madina-tul-Murshid Barelyi Sharif sey َ‫ﺻ‬ Madina-tul-Rasool ‫ اﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ  َو َﺳﻠَّﻢ‬ ُ .ّ َ hazir huye thay. Gham-e-Mustafa jis key seeney mey hay Go kahi bhi rahey woh Madiney mey hay

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Mufti A’zam Hind Barelyi sey Madina Mithey mithey Islami bhaiyon! Aap ney dekha key? Sunniyon ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ key Imam A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬par hamarey Pyarey Aaqa, َ‫ﺻ‬ Mithey Mithey Mustafa ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬ ُ .ّ َ kis qadar meharban thay key bagher kisi zahiri suwari key Bareilly Sharif sey Madina Munawarah ‫ـﺎ و  ﺗَ ۡـﻌ ِـﻈﻴ ۡ ًـﻤﺎ‬ َّ ً ‫ زَادَ َﻫـﺎ اﻟـﻠـ ُﻪ   َﺷـ َﺮﻓ‬bulaya kartey thay. A’ala ِ ‫ ر ْﲪَ ُﺔ  ا‬key shehzade par bhi Hazrat to A’ala Hazrat, Aap ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ kuch kum karam nahi tha. Chunacha Shezadah A’ala Hazrat, Huzur Mfti Azam Hind ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ Moulana Mustafa Raza Khan ‫ﷲ  ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬key eik mureed-ozimmeydar dawateislami ney mujhey tajpur (Nagpur Hind) sey eik maktoob ki photo copy irsaal ki us mey eik muballigh dawateislami ki kuch is tarah bhi tehreer bhi thi: 1409 hijr mey merey waldain, barey bhai jan or bhabhi sahiba ko Haj ki sa’adat naseeb hoi, in hazraat ney Madina Munawarah ‫زَادَ َﻫـﺎ اﻟـﻠـ ُﻪ  َﺷـ َﺮﻓ ًـﺎ َّ و ﺗ َ ۡـﻌ ِـﻈﻴ ۡ ًـﻤﺎ‬ mey 2 behad emaan afroz manazir mulyhza kiye: 1.

Walid mohtaram ney Roza Anwar key qareeb ye rooh puroor manzar dekha key Sarkar-e-Mufti A’zam Moulana 5

Bareilly Sey Madina

Mustafa Raza Khan ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﲪَ ُﺔ  اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬hasbey mamool sar-eaqdas par imama sharif ka taj sajaye, chand sa chehra chamkatey apney makhsoos Madani qafiley key hamrah tashreef farma hain! Bari herani hoi key Huzur Mufti ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ A’zam Hind ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ko wisal kiye huye taqreeban 8 saal guzar chukey hain yahan kesey jalwah numai farma rahey hain! Herat-o-musarrat key miley juley jazbaat key sath apney barey betey (ya’ni merey barey bhai) ko ye khabar deney dhoond ney nikley, jab barey betey sey mulaqat hoi to pata chala key woh bhi walid sahib ko dhoond rahey thay, kiyun key unhoney bhi ye manzar dekh liya tha, chunacha ab dono dobarah usi maqam par aye to ِ ‫ ر ْﲪَ ُﺔ ا‬maa madani qafila Sarkar-e-Mufti A’zam Hind ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴ ْﻪ‬ َ tashreef ley ja chukey thay. Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hamari bey hisab maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫اﻟﻨ‬ !  ‫ﺎ‬ ‫ﺠ‬ ‫ﺑ‬ ‫ﲔ‬ ‫ا ﻣ‬    

Aaqa key Qadmo mey mout 2.

Dusra qabil-e-sad rashk manzar ye dekha key eik daraz qad, َ‫ﺻ‬ tanumand no jawan Sarkar-e-Dojahan ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬ ُ .ّ َ key Aastan-e-Arsh nishan par hazir tha or qadmain sharifain mey hath utha kar dua mang raha tha key yakayak gira or َ‫ﺻ‬ Sarkar ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬ ُ .ّ َ key qadmo par nisar ho giya! Walid sahib ney bataya key logon ki bheer lag gai, mukhtalfu-lissan musalman apni apni zaban mey us khush naseeb 6

Bareilly Sey Madina

no jawan ki emaan afroz mout par rashk kar rahey thay. Aah kash! Yu’n mujh ko mout aye to kiya puchna mera Mey khak par nigah dar-e-yar ki taraf (Zoq-e-Naat)

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Phansi ghar sey apney ghar tak ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬key eik mureed Amjad Ali Khan Qadri Razwi shikar keliye gaye.Unhoney jab shikar par goli chalai to nishna khata ho gaya or goli kisi rahgeer ko lagi jis sey woh halak ho gaya, police ney giriftar kar liya, court mey qatal sabit ho giya or phansi ki saza suna di gai. Aziz-o-aqriba tarikh sey pehley rotey huye mulaqat ko pohnchey to amjad ali sahib kehney lagey key: Aap sab mutmain rahiye mujhey phansi nahi ho sakti ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ kiyun key merey Peer-o-Murshid A’ala Hzarat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney khuab mey akar mujhey ye basharat di hay: “Hum ney apko chor diya.” Ro dho kar log chaley gaye. Phansi ki tarikh waley roz mamta ki maari maa roti hoi apney laal ka akhri deedar karney pohnchi.

‫ ُﺳـﺒ ْ ٰﺤـ َﻦ  اﻟـﻠ ﻪ ُﺳـﺒ ْ ٰﺤـ َﻦ  اﻟـﻠ ﻪ‬Apney Murshid par aitiqad hoto aisa! Maa ki

khidmat mey bhi barey aitmaad sey arz kardi: “Maa aap ranjeedah na hon, ghar jayiye, ‫ اِ ْن   َﺷﺂءَاﻟـﻠـﻪ  َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬aaj ka nashta ghar 7

Bareilly Sey Madina

akar hi karun ga.” Maa key janey key baad amjad ali ko phansi key takhtey par laya giya, galey mey phanda dalney sey pehley hasbey dastoor jab akhri arzoo puchi gai to kehney lagey: “kiya karo gey puch kar? Abhi mera waqt nahi aya.” Woh log samjhey key mout ki dehshat sey dimagh fail ho giya hay! Chunacha phansi gar ney phanda galey mey pehna diya key taar agiya: Malika Wiktoriya ki tajposhi ki khushi mey itney qatil or itney qaidi chor diye jayen. Foran phansi ka phanda nikal kar in ko takhtey sey utar kar riha kar diya giya. Udhar ghar par kuhram macha hua tha or lash laney ka intizaam ho raha tha key amjad ali qadri sahib phansi ghar sey seedhay apney ghar aa puhnchey or kehney lagey: Nashta layiye! Mey ney jo keh diya tha key ‫ اِ ْن   َﺷ ﺂءَاﻟـﻠ ـﻪ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬nashta ghar akar karun ga. (Tajalliya imam ahmed raza p. 100 barkati publishers bab-ul-madina Karachi)

Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hmari bey hisab maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ  " اﷲ ﺗﻌ‬ ‫ وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ  ‫ﺎ ﻋ ﻠﻴ ﻪ و ٰا‬     

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬ ‫ا ﻣﲔ ﺑ‬  ‫ﺠﺎ‬   ‫اﻟﻨ‬ 

A hain dil aseer sey lab tak na ayi thi Or aap dor aye giriftar ki taraf (Zoq-e-Naat)

ٰ ‫ﺻ " اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ" ﻣﺤ ﻤﺪ‬      8

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ " اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Bareilly Sey Madina

Mushkil kusha ka deedar Baaz Islami bhaiyon ka Bab-ul-Madina Karachi key eik muammar katib Abdul Majid bin Abdul Malik peeli bheeti ney ye emman afroz waqia sunaya: Meri umer us wqat 13 baras thi, meri soteyli waldah ka zehni tawazun kharab ho giya tha, un ko zanjeeron mey jakar kar chat par rakha jata tha, bohot ilaj karwaya magar ifaqa na hua. Kisi key mashwarey par mey or merey walid sahib wadah ko zanjeeron mey jakar kar ju tu peeli bheet sey Barely Sharif tashreef laye, waldah musalsal galiyan bakey ja ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ rahi thi. A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ko dekhtey hi garj kar kaha: Tum kon ho? Yahan ku’n aaye ho? Aap ney intihai narmi sey farmaya: Mohtarma! Aap ki behtri keliye hazir hua haun. Waldah badsatoor garaj kar boli. Barey aye behtri karney waley! Jo chahti haun woh behtri kar do gey? Farmaya: ‫اِ ْن   َﺷﺂءَاﻟـﻠـﻪ   َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬. Waldah ney kaha: “Mola Ali Mushkil Kusha ‫ـﺎﱃ َ و ۡﺟـﻬَـ ُﻪ اﻟـۡ َﮑـ ِﺮﻳۡﻢ‬ ٰ َ‫ ﮐَـ َّﺮ َم اﻟـﻠـ ُﻪ ﺗَـﻌ‬ka deedar karadi!” ِ ye suntey hi A’ala Hazrat ‫ﲪ ُﺔ اﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney apney shana mubarak sey chadar sharif utar kar apney chehra mubarak par daali ma’an (ya’ni foran) hatali. Ab hamari nazron key samney A’ala ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ Hazarat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬nahi balkey Mola Ali Mushkil Kusha ‫ـ‬ ‫ﮑ‬ ‫ـ‬ ‫ﻟ‬ ‫ـ‬ ‫ﮐ‬ ‫ـﺎﱃ  َو ۡﺟـﻬَـ ُﻪ ا ۡ َ ِﺮﻳۡﻢ‬ ٰ َ‫ َ َّﺮ َم اﻟـﻠـ ُﻪ ﺗَـﻌ‬apna cehrah chamkatey kharey thay. Hamari boorhi walda nihayat sanjidgi key sath jalwon mey gum thien, mey ney or walid-e-mohtaram ney bhi khub ji bhar kar jagti ankhon sey Mola Ali Mushkil Kusha ‫ـﺎﱃ َ و ۡﺟـﻬَـ ُﻪ  اﻟـۡ َﮑـ ِﺮﻳۡﻢ‬ ٰ َ‫ ﮐَـ َّﺮ َم  اﻟـﻠـ ُﻪ  ﺗَـﻌ‬ki ‫ـ‬ ‫ﮑ‬ ‫ـ‬ ‫ﻟ‬ ِ ziyarat ki. Phir Mola Ali Mushkil Kusha ‫ـﺎﱃ َ و ۡﺟـﻬَـ ُﻪ ا ۡ َ ﺮﻳۡﻢ‬ ٰ َ‫ ﮐَـ َّﺮ َم اﻟـﻠـ ُﻪ ﺗَـﻌ‬ney apni chadar mubarak apney chehra mubarak par daal kar hatai 9

Bareilly Sey Madina

ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ to ab A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬hamarey samney mutabassim ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ (ya’ni muskuratey) kharey thay. Phir A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫َر‬ ney eik shishi mey dawa ata farmai or irshad farmaya: 2 khurak dawa hay, eik khurak mareeza ko dena agar zaroorat mehsoos na ho to dusri khurak har giz mat dena. ‫ !ا َﻟـ ْ َﺤ ْﻤـ ُﺪ  ﻟِـﻠ ـﻪ   َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬Hamari waldah sirf eik khurak (ya’ni doez) mey tandrust ho gaien jab tak zindah rahi koi dimaghi kharabi naa hoi. Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hamari behisab maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫اﻟﻨ‬ !  ‫ﺎ‬ ‫ﺠ‬ ‫ﺑ‬ ‫ﲔ‬ ‫ا ﻣ‬    

Qismat mey lakhon beach hon so bal hazar kaj Ye sari guthi ik teri seedhi nazar ki hay (Hadaiq-e-bkhshish sharif)

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Babarkat chawanni Eik baar A’ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan ‫ﲪ ُﺔ اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬ َ ْ ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر‬ko hajiyon key istiqbal keliye Bandar’gah jana tha, tey shuda suwari ko aney mey ta kher ho gai to eik iradat mand ghulam nabi mistri bagher puchey tanga leney chaley gaye. Jab tanga lekar paltey to door sey dekha key suwari achuki hay lehaza tangy waley ko chawanni (eik rupee ka chothai hissa) dey kar rukhsat kiya. Is waqia ka kisi ko ilm nahi tha. 4 roz key baad ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ mistri sahib Bargah-e-A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬mey hazir huye 10

Bareilly Sey Madina

ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ to A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney inhain eik chawanni ata farmai. Pucha: Kesi hay? Farmaya: Us roz tangy waley ko apney di thi. Mistri sahib heran ho gaye key mey ney kisi sey is baat ka ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ mutlaq tazkirah nahi kiya phir bhi A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ko maloom ho giya. Inhain is tarah soch mey dooba hua dekh kar hazreen ney kaha: Miya babarkat chawwani kiyun chortey ho! Tabarruk key tor par rakh lo. Jab tak woh babarkat chawanni in key paas rahi kabhi paison mey kami naa hoi. (Mulakhas A’ala Hazrat jild 3 p. 260 Maktaba-tul-Madina Bab-ul-Madina Karachi) Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hamari beyhisab maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫ا ﻣﲔ ﺑ‬  !‫ﺠﺎ‬  ‫اﻟﻨ‬ 

Hath utha kar eik tukra aye kareem! Hain sakhi key maaldar mey haqdar hum (Hadaiq-e- bakhshish sharif)

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Qaid sey choot to gaye----! ِ ‫ر ْﲪَ ُﺔ ا‬ Eik buriyah jo A’ala Hzarat Imam Ahmed Raza Khan ‫ﷲ ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ki mureedni thien. In key shohor par qatal ka muqadma dayir ho kar saza ka hukum ho giya tha key 5000 jurmana or 12 saal qaid. Is ki apeal ki gai. Jab sey apeal hoi thi inka bayan hay key ِ ‫ ر ْﲪَ ُﺔ ا‬ki khidmat mey hazir hua mey rozana A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ

11

Bareilly Sey Madina

karti thi. Faisley ki tarikh sey chand roz qabal bari bi pardey ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ mey lipti hoi Bargah-e-A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬mey faryad ُ ۡ َ ۡ َ ۡ َ ُ ّٰ َ ُ ۡ َ lekar hazir hoin. Farmay: Kasrat sey ‫ ون ِعم الوك ِيل‬/‫ حسبنا ا‬parihye. Woh chali gaien. Darmiyan mey kai bar hazir hoin. Aap wahi farma diya kartey. Yaha tak key faisley ki tarikh agai. Hazir ho kar arz ki: Huzur! Aaj faisla hona hay, Farmaya: “Wahi parhiye.” Bari bi wahi purana jawab sun kar kuch khafasi ho gaien or ye Barbara tey huye chal di key jab apna peer hi nahi suntan to ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ dusra kon suney ga! Jab Aap ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney ye kefiyat dekhi to foran awaz dey kar bari bi ko bulaya or farmaya: Pan kha lijiye, ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ bari bi ney arz ki: Merey moo mey pan mojud hay. Aap ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫َر‬ ِ ney israr kiya lekin woh kuch naraz si thien. Phir Aap ‫َر ْﲪَ ُﺔ اﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ ney apney dast-e-mubarak sey pan barhatey huye farmaya: Choot to gaye ab to pan kha lijiye! Ab bari bi ney khush ho kar pan khaliya or ghar ki taraf chal dien. Jab ghar key qareeb puhnchi to bachey dorey huye aaye or kehney lagey: Aap kaha thien? Taar wala dhoondta phir raha hay, khushi mey ghar gaien taar liya or parhwaya to maloom hua shohor sahib riha ho gaye hain. (Hayat A’ala Hazrat jild 3, pp 202) Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par Rehmat ho or unkey sadqey hamari bey hisab Maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋ ﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫ا ﻣﲔ ﺑ‬  !‫ﺠﺎ‬  ‫اﻟﻨ‬ 

Tamanna hay farmaiye roz-e-mehshar Ye teri rohai ki chitthi mili hay (Hadaiq-e-bakhshish sharif) 12

Bareilly Sey Madina

Beemar bakht baidar Sayyad Qanat Ali Shah sahib kamzor dil key thay. Eik baar kisi mareezkey khatarnak opretion ki tafseel sun kar sadmey sey behosh ho gaye, lakh jitan kiye gaye lekin hosh na aya. A’ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﲪَ ُﺔ  اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬ki khidmat mey ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ darkhuast pesh ki gai. Aap ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬Sayyad zadey key sirhaney tashreef laye. Nihayat hi sihfqat key sath in ka sar apni god mey liya or apna mubarak roomal inkey chehrey par dala key foran hosh agiya or ankhain khol dien. Zamaney key wali ki god mey apna sar dekh kar jhoom gaye tazeem ki khatir uthna chaha magar kamzori key sabab na uth sakey. Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hamari bey hisab maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋ ﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫ا ﻣﲔ ﺑ‬  !‫ﺠﺎ‬  ‫اﻟﻨ‬ 

Sar-e-baalain rehmat ki ada layi hay Haal bigra hay to beemar ki ban ayi hay (Zoq-e-Naat)

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Dil ki baat jaan-li Madina-tul-Murshid Bareilly Sharif mey eik sahib rehtey thay jo buzurgan-e-din ko ahmiyat na detey thay or peeri mureedi ko pait ka dhakosla kehtey thay. In key khandan key kuch afrad A’ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﲪَ ُﺔ  اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬sey 13

Bareilly Sey Madina

bait thay. Woh log eik din kisi tarah sey behla phusla kar in ko ِ ‫ ر ْﲪَ ُﺔ ا‬ki ziyarat keliye ley chaley. Rastey mey A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ eik halwai ki dukan par garam garam amartiyan (mash key ataiy ki mithai jo jalebi key mushaba hoti hay) tali ja rahi thi, dekh kar in sahib key moo mey pani agaya. Kehney lagey: “Ye khilao to chalunga.” In hazraat ney kaha wapsi mey khilayn ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ gey pehley chalo. Bahr haal sab log A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ki Bargah mey hazir ho gaye. Itney mey eik sahib garam garam amartiyon ki tokri leykar hazir huye, fatiha key baad sab ko taqseem hoin. Darbar-eِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠ َﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ka qaida tha key Sadaat-e-Kiram or darhi walon ko dugna milta tha, chunkey in sahib ki darhi nahi ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ thi lehaza in ko eik hi amarti mili. A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney farmaya inko do dijiye. Taqseem karney waley ney azr ki: ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ Huzoor! In ki darhi nahi hay. Aap ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney muskura kar farmaya: “In ka dil chah raha hay, eik or dijiye.” Ye karamat ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ dekh kar woh A’ala Hazrat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬key mureed ho gaye. Or buzurgan-e-din ki tazeem karney lagey. (Tajalliyat Imam Ahmed Raza p. 101) Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hamari bey hisab maghfirat ho. ْ ۡ ۤ ۡ ٰ ‫ۡ ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋ ﻠﻴ ﻪ و ٰا‬       ‫ﻣﲔ‬ ‫ا ﻣﲔ ﺑ‬ ‫ اﻻ‬#  !‫ﺠﺎ‬  ‫اﻟﻨ‬  Dil ki jo baat jan ley roshan zameer hay Us Hazrat Raza ko hamara salam ho

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

14

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Bareilly Sey Madina

Barish barasney lagi A’ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan ‫ﲪ ُﺔ  اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬ َ ْ ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر‬ki khidmat mey eik nujumi hazir hua, Aap ney usey farmaya: Kahiye, Aap key hisab sey barish kab aani chahiye? Is ney zaicha bana kar kaha: Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬har baat par Qadir hay woh chahey to aaj hi barish barsa dey. Aap sitaron ko dekh rahey hain mey sitaron key sath sath sitarey bananey waley ki qudrat ko bhi dekh raha haun. Deewar par ghari lagi hoi thi Aap ney nujumi sey farmaya: Kitney bajey hain? Arz ki: Sawa 11. Farmaya: 12 bajney mey kitni dair hay? Azr ki: Pon ghanta. Farmaya: Pon ghantey sey pehley 12 baj saktey hain ya nahi? Arz ki: Nahi, ye sun kar ِ ‫ ر ْﲪَ ُﺔ  ا‬uthey or ghari ki soi ghumadi, foran A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ tan tan 12 bajney lagey. Nujumi sey farmaya: Aap to kehtey thay key pon ghantey sey pehley 12 baj hi nahi saktey. To ab kesey baj gaye? Arz ki: Aap ney soi ghumadi warna apni rafter sey to pon ghantey key baad hi 12 bajtey. A’ala Hazrat ney farmaya: Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬Qadir mutlaq hay jis sitarey ko jis waqt chahey jahan chahey pohncha dey. Aap ayandah mah barish honey ka keh rahey hain or mera Rab ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬chahey to aaj ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ or abhi barish honey lagey. Zaban-e-A’ala Hazrat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫َر‬ sey itna nikalna tha key charo taraf ghanghoor ghat chaa gai or jhoom jhoom kar barish barasney lagi. (Anwar-e-Raza p. 375 zia al quran publications Lahore) Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par rehmat ho or un key sadqey hamari bey hisab maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

15

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫اﻟﻨ‬ !  ‫ﺎ‬ ‫ﺠ‬ ‫ﺑ‬ ‫ﲔ‬ ‫ا ﻣ‬    

Bareilly Sey Madina

Mout nazdeek gunahon ki tumhey mail key khaul Aa barus ja key naha dho ley ye pyasa tera (Hadai-e-bakhshish shrif)

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Mazdoor shehzadah Madina-tul-Murshid Bareilly Sharif key kisi mahallay mey A’ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan ‫ﲪ ُﺔ  اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬ َ ْ ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر‬mad’aw thay. Iradat mandon ney yahan laney key liye palki ka ehtimam kiya. ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ Chuna-cha Aap ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬suawr ho gaye or 4 mazdoor palki ko apney kandhon par utha kar chal diye. Abhi thori hi door ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ gaye thay key yaka-yak Imam Ahl-e-Sunnat ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney ِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ palki ko awaz di: “Palki rok dijiye” palki ruk gai. Aap ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫َر‬ foran bahar tashreef laye or bharayi hoi awaz mey mazdoraun sey farmaya: Such such bataiye aap mey Sayyad zadah kon hay? Kiyun key .َّ ‫ﺻ‬ mera zoq-e-iman Sarwar-e-do-Jahan ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬ َ ki ُ khushbo mehsus kar raha hay, aik mazdor ney agey barh kar arz ki: Huzur! Mey Sayyad haun. Abhi is ki baat mukammal bhi na honey pai thai key ‘Alim-e-Islam key muqaddar peshwa or ِ ‫ ر ْﲪَ ُﺔ  ا‬ney apna ‘Imama apney waqt key ‘Azeem Mujaddid ‫ﷲ  ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ Sharif us sayad zadey key qadmon mey rakh diya. Imam Ahl-eِ ‫ﲪ ُﺔ ا‬ Sunnat ‫ﷲ ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ki ankhon sey tip tip ansoo gir rahey hain or hath jor kar iltija kar rahey hain: Muazziz Shehzadey! Meyri 16

Bareilly Sey Madina

gustakhi maaf kar dijiye, bey khayali mey mujh sey bhool ho gai, haye ghazab ho giya! Jin ki Nalen Pak merey Sar ka Taj-e‘Izzat hay, un (ya’ni shehzadey) key kandhey par mey ney suwari ki, agar baroz-e-qayamat Tajdar-e-Risalat ‫ اﷲُ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ  َو َﺳﻠَّﻢ‬.َّ ‫َﺻ‬ ney puch liya key Ahmed Raza! Kiya merey farzand ka dosh-enaznain is liye tha key woh teri suwari ka bojh uthaye? To mey kiya jawab doo ga! Us waqt Maidan-e-Mehshar mey merey namos-e-ishq ki kitni zabardast ruswai hogi. Kai baar zaban sey maaf kardey ney ka iqrar karwa leney key baad ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ Imam Ahl-e-Sunnat ‫ﷲ  ﺗَﻌ َ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney akhri iltijay shoq pesh ki: Mohtaram Shehzadey! Is laa-shawri mey honey wali khta ka kuffarah jabhi ada hoga key aap palki mey suwar hon gey or mey palki ko kandha doo ga. Is iltija par logon ki ankhon sey ansoo behney lagey or baaz ki to cheekhain buland ho gai. Hazar inkar key baad akhir kaar Mazdoor Shehzadey ko palki mey suwar hona hi para. Ye manzar kis qadar dil sooz hay, Ahl-e-Sunnat ka jalil-ul-qadar Imam mazdooron mey shamil ho kar apni Khudada ilmiyat or alamgeer shohrat ka sara izaz َ‫ﺻ‬ khushnudi Mehboob ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬ ُ .ّ َ ki khatir eik gumnaam mazdoor shehzadaey key qadmon par nisar kar raha hay! (Anwar-e-Raza pp 415) Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par Rehmat ho or un key sadqey hamari bey hisab Maghfirat ho. ْ ۡ ۤ ۡ ٰ ‫ۡ ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋ ﻠﻴ ﻪ و ٰا‬       ‫ﻣﲔ‬ ‫ا ﻣﲔ ﺑ‬ ‫ اﻻ‬#  !‫ﺠﺎ‬  ‫اﻟﻨ‬  Teri nasl-e-pak mey hay bacha bacha noor ka Tu hay aiyn-e-noor tera sab gharana noor ka 17

Bareilly Sey Madina

Dunyuwi ‘Uloom mey Maharat ki nadir Hikayat Mithey mithey Islami bhaiyon! Jis ki ulfat Al-e-Rasool ki ye َ‫ﺻ‬ halat ho us key Ishq-e-Rasool ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬ ُ .ّ َ ka kon andaza ِ laga sakta hay! Imam Ahl-e-Sunnat ‫ﲪ ُﺔ اﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬jahan eik Ashiqe-Rasool or bakaramat wali thay wahien eik zabardast Alim-eِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ Din bhi thay, kam-o-besh 50 uloom par Aap ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ko kamil dastris (ya’ni maharat) hasil thi. Dini ‘uloom ki barkat sey dunyawi ‘uloom khud agey barh kar Aap key qadam choomtey thay. Is zaman mey eik heyrat angaiz waqia parhiye or jhoomiye. Chuna-cha Ali Garh University wais chancaller Doctor Sir Ziauddin ney Europe mey taleem hasil ki thi or barr-e-saghir key saf-e-awal key riyazi dano mey sey eik thay. Ittifaq sey riyazi key eik masley mey inko mushkil pesh ayi. Bohtayra sar khapaya magar hal samjh mey na aaya. Chuna-cha Germani ja kar is masley ko hal karney ka qasad kiya. Hazrat Allama Sayyad Suleman Ashraf Qadri Razwi ‫ َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﺣـ َﻤ ُﺔ  اﻟـﻠـ ِﻪ  اﻟـۡ َﻘـ ِﻮی‬is dor mey University key Shuba Diniyat key nazim thay. Inhoney doctor sahib ko mashwarah diya bal-key israr kiya key aap Germani janey ki takleef uthaney key bajaye yahan sey chund ghantey ka safar kar key Bareilly Sharif chal kar Imam Ahl-eSunnat Hazrat Moulana Imam Ahmed Raza Khan ‫َﻋـﻠَﻴ ْ ِﻪ َ ر ْﲪَ ُﺔ  اﻟـ َّﺮ ْﲪ ٰ ْﻦ‬ sey apna masla hal karwa lijiye. Doctor Sahib ney herat sey kaha key aap kiya keh rahey hain! Kiya ye Riyazi ka masla koi esa moulana bhi hal kar sakta hay jis ney kabhi college ka moo tak na dekha ho, Na baba! Bareilly sharif ja kar apna waqt zaya ِ ‫ر ْﲪَ ُﺔ  ا‬ nahi kar sakta. Magar Sayed Suleman Shah Sahib ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ 18

Bareilly Sey Madina

key pahem israr par woh in key sath Madina-tul-Murshid Bareilly

     bargah Sharif hazir ho gaye. Imam Ahle-e-Sunnat ki ‫       ﻋ‬  mey haziri di. Aap ki tabiyat Na-saaz thi lehaza doctor sahib ney arz ki: Moulana! Mera masla behad pecheeda hay, eik dam daryaft karney jesa nahi, zara itminan ki soorat ho to arz karun. Aap

    ‫  ﻋ‬          ney farmaya: Aap bayan kijiye. Doctor Sahib ney

    ney foran iska masla pesh kiya Imam Ahl-e-Sunnat ‫      ﻋ‬  jawab irshad farma diya, jawab sun kar doctor sahib saktey ۡ

‫ﻋﻠ ﻢ‬ mey aagaye or beyikhtiyar bol uthay key aaj tak        (ya’ni   Allah      ki taraf sey barah-e-raast milney waley ilm) ka suntey to thay magar aaj ankhon sey dekh liya. Mey to is masley key hal keliye Germani janey ka azm bil jazm kar chukka tha magar Hazrat Moulana Sayyad Suleman Ashraf Qadri Razwi

   Sahib ‫      ﻋ‬    ney meri rehbari farmai. Imam Ahl-e-Sunnat ney apna eik qilmi risala mangwaya jis mey aksar musallson or dairaun ki shkalayn bani hoi thi, doctor sahib behr-e-herat mey gharaq huye ja rahey thay. Kehney lagey: Mey ney to is ilm ko hasil karney keliye mulk ba mulk safar kiya, bara rupia kharch kiya, Euorpean Asa-tizah ki jutiyan seedhi ki tab kuch maloomat hoi magar aap key ilm key agey to mey mahez eik tifl-e-maktab (ya’ni madarsey ka bacha) haun. Ye to irshad farmaiye, is fan mey aap ka ustaad kon hay? Farmaya: koi ustaad

    nahi. Apney walid majid ‫       ﻋ‬    sey char qaidey Jama Tafreeq, Zarb or Taqseem is liye seekhey thay key tarkey (ya’ni wirasat) key masail mey in ki zaroorat parti hay. Sharh-e19

Bareilly Sey Madina

ِ ‫ﲪ ُﺔ  ا‬ chughmini shuru hi ki thi key Walid Sahib ‫ﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ  ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ْ ‫ َر‬ney َ‫ﺻ‬ farmaya: Kiyun waqt zaya kartey ho Sarkar-e-Madina  ‫ اﷲ  ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ‬ ُ .ّ َ ِ ِ ٖ ‫ ﻋَﻠَﻴْﻪ َ واٰﻟﻪ   َو َﺳﻠَّﻢ‬key darbar sey ye ‘uloom tum ko khud hi seekha diye jayn gey. Chuna-cha aap jo kuch mulayhza farma rahey hain ye َ‫ﺻ‬ sab Sarkar-e-Risalat Ma’ab ‫ اﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴ ْ ِﻪ َ واٰﻟ ِ ٖﻪ  َو َﺳﻠَّﻢ‬ ُ .ّ َ hi ka karam hay.

Masail zeesat key jitney bhi thay paicheedah paicheedah Nabi key ishq ney hal kar diye poshidah poshidah ِ ‫ر ْﲪَ ُﺔ ا‬ Doctor Sir Ziauddin Sahib par Imam Ahl-e-Sunnat ‫ﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ َ ki Jalalat-e-Ilmi or khush khulqi ka is qadar asar hua key unhoney Som-o-Salat ki pabandi shuru kar di or chehrey par darhi bhi sajali. (Mulakkhas az hayat A’ala Hazrat, jild 1, pp 222-229) Allah ‫ َﻋ ّﺰ ََو َﺟ َّﻞ‬ki un par Remat hi or un key sadqey hamari bey hisab Maghfirat ho. ۡ ٰ ‫ﺻ   اﷲ ﺗﻌ‬ ‫) وﺳ  ﻠﻢ‬ ٖ ‫ﺎ ﻋ ﻠﻴ ﻪ و ٰا‬      

ۡ ْ ۡ ۤ ‫ اﻻ ﻣﲔ‬# ‫ا ﻣﲔ ﺑ‬  !‫ﺠﺎ‬  ‫اﻟﻨ‬ 

Nigah-e-Wali mey woh taseer dekhi Badalti hazaron ki taqdeer dekhi

ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬       

20

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬   

Bareilly Sey Madina

Manqabat A’ala Hazrat ‫َر ْ َﲪ ُﺔ ا ِﷲ ﺗَﻌَ ٰﺎﱃ ﻋَﻠَﻴْﻪ‬ Tu ney batil ko mitaya aye Imam Ahmed Raza Din ka danka bajaya aye Imam Ahmed Raza Dor-e-batil or zalalat hind mey tha jis ghari Tu mujadid ban key aya aye Imam Ahmed Raza Ahl-e-Sunnat ka chaman sar sabz shadab tha Or rang tum ney charahaya aye Imam Ahmed Raza Tu ney batil ko mita kar din ko bakhshi jila Sunnataun ko phir jalaya aye Imam Ahmed Raza Aye Imam Ahl-e-Sunnat! Naib Shah-e-Umam! Kijiye hum par bhi saya aye Imam Ahmed Raza Ilm ka chashma hua hay moj zan tahreer mey Jab qalam tu ney uthaya aye Imam Ahmed Raza Hasher tak jari rahey ga faiz ku’n key tum ney hay Faiz ka darya bahaya aye Imam Ahmed Raza Hey Badar Gah-e-Khuda Attar ajiz ki du’a Tum pay ho rehmat ka saya aye Imam Ahmed Raza ٰ ‫ﺻ  اﻟـ ٰﻠـﻪ ﺗﻌ‬ ‫ﺎ ﻋ ٰ ﻣﺤ ﻤﺪ‬        21

ْ ‫ﺻ ﻠ ۡﻮا ﻋ  اﻟﺤ ﺒ ۡﻴﺐ‬